AAJ 11.12.11 HAI. MAH KA 11 TAREEKH. AAJ SUB INSPECTOR POLICE KI PARIKCHA THI. CENTRE KUL MILAKAR 12. LEKIN PARCEL BOOK KARANE AYE LOGON KA HAL ................................................
'
PAARCEL BOOK KARANE KE LIYE TAHSEELDAR, KENDRA VYASTHAPAK YANI PRINCIPAL TATHA UNKE SATH PURA AMLA AAYAA.
DAKGHAR KI TARAF SE SASHI KUMAR, AKCHAY, RAM KEWAL MISHRA, ARUN BHARTI, K. N. TIWARI (POSTMASTER)
SBSE BADHKAR ANANT RAM WO BHI PEEKAR PANI NAHI DARU.
12 PARCEL 120 BOOK KARANE WALE. IGO TAHSEELDAR HONE KA DY SP HONE KA ALAG SE.
KUCH KO APNI RD TRANSFER KARANE KA IDEA POOCHNE KA MAN HUWA TO POONCH HI LIYA
PARCEL KHAJANE ME BAND HONA HAI TO ANAND SHANKAR MISHRA KE BINA ADHURA KAM. APM SRI R K MISHRA NE MOBILE DIKHAYA MISRA JI NE 1709 PAR MUJHE FONE KAR PARCEL BOOK KARANE KE BARE ME POONCHA THA. MISRA JI KO PARESAN KARNE KA ISSE ACHHA TAREEKA KYA HO SAKTA THA POSTMATER SAHAB NE FONE MILAYA AUR SARA HAL BATYA . MISRA JI KAISE AAYEN ISKE LIYE KHUSUR PHUSUR HONE LAGA . PAHLE YE TAY HUWA CHABHI LE AYA JAI LEKIN BAAT PAKKI NAHI HUI AB BHARTI KO BHEJKAR MISRA JI KO LANE KA PROGRAMME PAKKA KIYA GAYA.
Sunday, December 11, 2011
Tuesday, March 1, 2011
Thursday, February 24, 2011
Wednesday, February 23, 2011
aaj ki baat
aaj maine 01.43 par uthkar hi yeh blogg likha hai
Saturday, February 5, 2011
follow this blog
http://www.rachanakar.blogspot.com
Saturday, January 29, 2011
aaj ka plan
aaj kafi din ke baad mai blog likh raha hoon. kal mistri ko 3000 diya. sariya 6356 ki aai. kal 15000 passbook se nikala tha.
Subscribe to:
Posts (Atom)